Meri beti 2year4month ki hai.. Jab bolana shuru kiya tha tab sab kuch bahut aache se bolti thi… Maa, papa, baba, ma’am, mama.
Samjh me sab aata hai, kon Kya hai Kya nai.. Everything.. But pata nai kya ho gya hai.. Kuch months se sirf maa hi bolti hai aur kuch nai. Sab ko maa hi bolti hai, chahe papa ho baba koi b… Bolti hai but bahut dhree dhree. Khul ke nai bolti hai or jab mood hota hai tab. Aap samjh sakti hai jab time pe bache nai bolte hai to Kya pareshani hoti hai.
Bahut log bate bante hai… Plz help me.. Is month se play school mein ja rahi hai….plz help me..???
Meri beti ko sune samjhne me koi problem nai h.but aap bol rahe h tu ek bar child doctor se jaldi hi milogi
Meri beti ko sune samjhne me koi problem nai h.but aap bol rahe h tu ek bar child doctor se jaldi hi milogi
प्रिय पाठक
ऐसी स्थिति में आपका चिंतित होना स्वाभाविक है। इस आयु तक बच्चे के न बोलने के पीछे कई कारण हो सकते हैं।
- कारण पहला – सुनने की क्षमता ठीक तरीके से विकसित न होना
- कारण दूसरा – धीमी विकास वृद्धि दर
- कारण तीसरा – सेरेब्रल पाल्सी (सीपी) (सेरेब्रल पाल्सी (सीपी) के बारे में विस्तार से पढ़िए)
- कारण चौथा – स्वलीनता
इन सब कारणों के बारे में विस्तार से पढ़ने के लिए आप यहाँ क्लिक करें।
इसके अलावा, आप स्वलीनता से जुड़े कुछ लक्षणों की जाँच कर सकते हैं। इस विषय में आप हमारा लेख – “स्वलीनता के शुरुआती लक्षणों का पता लगाना” भी पढ़ सकते हैं।
लेकिन, खुद से कोई अनुमान लगाकर चिंतित होने से बेहतर है, किसी बाल-रोग विशेषज्ञ से सम्पर्क करना।