Mera beta 3 saal ka hai par abhi tak wo baat nahi karta hai, rhymes, 1 to 20, A to z ye sab bolta hai, apna naam sun ke react nahi karta or na hi kuch samjhao to samjhta hai sirf apne mann ka hi karta hai, khane pine ka ishara karta hai, apne aap me gungunata hai…